Dua Lyrics – Sonu Nigam | From Sab Moh Maaya Hai

Dua Lyrics – Sonu Nigam | From Sab Moh Maaya Hai Lyrics

Sikha Tha Chalna Yahan
Thaame Ungli Ko Teri
Tere Saaye Mein Rahe Sada
Kaise Tujhko Doon Daga

Tere Saaye Mein Rahe Sada
Kaise Tujhko Doon Daga

Jis Rabb Se Rehmat Meri
Li Tumne Yoon Sada
Maangi Hai Tere Liye
Uss Rabb Se Ek Dua

Dua Lyrics – Sonu Nigam | From Sab Moh Maaya Hai

Maangi Hai Tere Liye
Uss Rabb Se Ek Dua

Sang Tere Raat Din
Na Jee Sakun Tere Bin
Mujhe Rishton Pe Jo Yakeen
Woh Tujhse Hai Mila

Maangi Hai Tere Liye
Uss Rabb Se Ek Dua
Maangi Hai Tere Liye
Uss Rabb Se Ek Dua

Godi Mein Leke Ghooma Tha
Lehron Se Datt’ke Lada Tha
Kaise Bhool Jaaun Tujhe

Tujhi Se Judi Hai Saari
Tujhi Tak Gayi Hai Saari
Baba Tere Paon Tale

Godi Mein Leke Ghooma Tha
Lehron Se Datt’ke Lada Tha
Kaise Bhool Jaaun Tujhe

Tujhi Se Judi Hai Saari
Tujhi Tak Gayi Hai Saari
Baba Tere Paon Tale

De De Saza Tu
Yoon Bewajah Tu
Bas Mujhse Door Na Tu Ja

Karwat Badalte
Dhoondun Main Tujhko
Suna Sa Mera Jag Raha

Chalun Main Kaise
Do Kadam Bata
Hai Tere Bin Tham Gaya Sama
Main Jiyun Kaise
Tere Bin Yahan Tu Bata

Ho Maamuli Si Chot Bhi Agar
Seene Se Leke God Mein Pakad
Kyun Hai Yeh Saare
Bol Be-Asar Ab Yahan

Sang Tere Raat Din
Na Jee Sakun Tere Bin

Kudrat Se Ladd’ke Tujhe
Rakh Loon Main Yoon Sada
Maangi Hai Tere Liye
Uss Rabb Se Ek Dua

Maangi Hai Tere Liye
Uss Rabb Se Ek Dua

Written By: Abhishek Talented

Leave a Comment