Devbhoomi Lyrics – Jubin Nautiyal

Devbhoomi Lyrics sung by Jubin Nautiyal & PM Narendra Modi is a BJP theme song launched on the occasion of the Uttarakhand Election. The music is composed by Payal Dev.

Devbhoomi Lyrics Details

Song Title:Devbhoomi / Main Tumko Shish Navata Hu
Singers:jubin Nautiyal, PM Narendra Modi
Music:Payal dev
Label:Y Series Production

Jahan Pavan Bahe Sankalp Liye
Jahan Parvat Garv Sikhatein Hain
Jahan Unche Neeche Sab Raste
Bas Bhakti Ke Sur Mein Gaate Hain

Jahan Pavan Bahe Sankalp Liye
Jahan Parvat Garv Sikhatein Hain

Jahan Pavan Bahe Sankalp Liye
Jahan Parvat Garv Sikhatein Hain
Jahan Unche Neeche Sab Raste
Bhakti Ke Sur Mein Gaate Hain

Uss Devbhoomi Ke Dhyan Se
Main Dhany Dhany Ho Jata Hoon
Uss Devbhoomi Ke Dhyan Se
Main Dhanya Dhanya Ho Jata Hoon
Hai Bhagy Mera Saubhagy Mera
Main Tumko Sheesh Navata Hoon

Main Tumko Sheesh Navata Hoon
Aur Dhanya Dhanya Ho Jata Hoon
Main Tumko Sheesh Navata Hoon
Aur Dhanya Dhanya Ho Jata Hoon

Ho Jaata Hoon Ho Jaata Hoon

Mandve Ki Roti Aur Hudke Ki Thaap
Har Ek Mann Karta Shivji Ka Jaap
Rishi Muniyon Ki Hai Yeh Tapobhoomi
Itne Veeron Ki Yeh Janmbhoomi

Tum Aanchal Ho Bharat Ka
Jeevan Ki Dhoop Mein Chhanv Tum

Tum Aanchal Ho Bharat Ka
Jeevan Ki Dhoop Mein Chhanv Tum
Bas Chhune Se Tar Jaye
Sabse Pavitra Woh Paanv Ho Tum

Bas Liye Samarpan Tann Mann Se
Main Devbhoomi Mein Aata Hoon
Hai Bhagya Mera Saubhaye Mera
Main Tumko Sheesh Navata Hoon

Main Tumko Sheesh Navata Hoon
Aur Dhanya Dhanya Ho Jata Hoon
Main Tumko Sheesh Navata Hoon
Aur Dhanya Dhanya Ho Jata Hoon

Main Tumko Sheesh Navata Hoon
Aur Dhanya Dhanya Ho Jata Hoon
Main Tumko Sheesh Navata Hoon
Aur Dhanya Dhanya Ho Jata Hoon

Ho Jata Hoon Ho Jata Hoon

Hai Bhagya Mera Saubhagya Mera
Main Tumko Sheesh Navata Hoon
Main Tumko Sheesh Navata Hoon

Devbhoomi Lyrics In Hindi

जहाँ पवन बहे संकल्प लिए,
जहाँ पर्वत गर्व सीखातें हैं
जहाँ ऊँचे नीचे सब रस्ते
बस भक्ति के सुर में गाते हैं

जहाँ पवन बहे संकल्प लिए,
जहाँ पर्वत गर्व सीखातें हैं

जहाँ पवन बहे संकल्प लिए
जहाँ पर्वत गर्व सीखातें हैं
जहाँ ऊँचे नीचे सब रस्ते
भक्ति के सुर में गाते हैं

उस देव भूमि के ध्यान से मै
धन्य धन्य हो जाता हूँ
उस देव भूमि के ध्यान से मै
धन्य धन्य हो जाता हूँ
है भाग्य मेरा सौभाग्य मेरा
मै तुमको शीश नवाता हूँ

मै तुमको शीश नवाता हूँ,
और धन्य धन्य हो जाता हूँ
मै तुमको शीश नवाता हूँ,
और धन्य धन्य हो जाता हूँ

हो जाता हूँ, हो जाता हूँ

मांडवे की रोटी और हुड़के की थाप
हर एक मन करता शिवजी का जाप
ऋषि मुनियों की है ये तपोभूमी
इतने वीरों की ये जन्मभूमी

तुम आँचल हो भारत का
जीवन की धूप में छाँव हो तुम

तुम आँचल हो भारत का
जीवन की धूप में छाँव हो तुम
बस छूने से तर जाए
सबसे पवित्र वो पाँव हो तुम

बस लिए समर्पण तन मन से
मै देव भूमी में आता हूँ
है भाग्य मेरा सौभाग्य मेरा
मै तुमको शीश नवाता हूँ

मै तुमको शीश नवाता हूँ,
और धन्य धन्य हो जाता हूँ
मै तुमको शीश नवाता हूँ,
और धन्य धन्य हो जाता हूँ

मै तुमको शीश नवाता हूँ,
और धन्य धन्य हो जाता हूँ
मै तुमको शीश नवाता हूँ,
और धन्य धन्य हो जाता हूँ

हो जाता हूँ, हो जाता हूँ

है भाग्य मेरा सौभाग्य मेरा
मै तुमको शीश नवाता हूँ
मै तुमको शीश नवाता हूँ

Leave a Comment